Lyrics

Bewafa Lyrics – Paras Chopra

Bewafa Lyrics by Paras Chopra is latest Hindi song with music also given by Avvy Sra. Bewafa song lyrics are written by Paras Chopra.

Bewafa Song Detail

Song Name: Bewafa
Singer: Paras Chopra
Composer: Avvy Sra
Lyrics by: Paras Chopra
Label: White Hill Beats

Bewafa Lyrics

 
Ho ik bewafa ne aisa
Mera haal kar diya
Ik bewafa ne aisa
Mera haal kar diya
Mere dil main reh ke dil ko
Barbaad kar diya haan haan
Raaton ko uth uth ke rota tha main
Tere khyalon main khota tha mein
Jab bhi yaad aata tha nam tumhara
Ashkon se ankhein bhighota tha mein
Paagal awara diwana tha mein
Par tera aashiq poorana tha mein
Dhokha phir tune kyu mujhko diya
Tera hi tha naa begana tha mein
Ho mera dil tod ke kyu
Behaal kar diya
Mere dil main reh ke dil ko
Barbaad kar diya
Ik bewafa ne aisa
Mera haal kar diya
Vo wadhe tumhare vo baatein tumhari
Ik ik kar ke mein likh dunga saari
Jhootha tha pyaar wo jhuthi wafayein
Naa jaante the hai maut hamari
Paagal hai dil yeh samjhta nahi
Kehta hai wo yeh kar sakta nahi
Kya isko bolu mein kya samjhaun
Keh dega ab mein dhadhakata nahi
Jaan ne jaan le kar
Kya kamal kar diya
Mere dil main reh ke dil ko
Barbaad kar diya
Ik bewafa ne aisa
Mera haal kar diya

Bewafa Song Video