Lyrics

Oh Isha Lyrics Major

Pehli pehli baarish si

Mehki yeh hawayein

Dil mein ek lehar si

Uthi abhi uthi abhi
Khoye khoye rehne

Lage hain tumse milke

Hosh mein behoshi

Hai kyun abhi kyun abhi
Na main jaanu na tu jaane

Kaisi hai ye uljhanein

Kya karein ab kya na karein

Aye mere humnawa

Oh isha haan oh isha
Chori chori hone lagi

Baatein kai ankahi

Dil pe na raha hai

Apna zor ab koi
Kabhi kabhi lage yehi

Ajnabi tha jo kabhi

Haaye lage ke jaise

Apna sa yeh hai koi
Na main jaanu na tu jaane

Kaisi hai ye uljhanein

Kya karein ab kya na karein
Aye mere humnawa

Oh isha, haan oh isha

Oh isha, haan oh isha