Lyrics

Shringaar Lyrics Akasa

Tujhe rakh loon main naino mein basaye

Door hi kyon jaaye

Teri intezari mein main baithi

Din gin gin gin
Sochi tere peeche aankhon mein koi aaye

Le ke chala jaaye aashiq khadte hain mere peeche

Ek do teen gin
Par main na koi pench lada rahi

Na main saj dhaj baahar bhi ja rahi

Aisi rotlu si ankhiyon se

Kisi ko bhi pyaar kaise ho
Piya mora surma hai door mujhse

Shringaar kaise ho

Piya mora surma hai door mujhse

Shringaar kaise ho

Piya mora surma hai door mujhse

Shringaar kaise ho
Piya mora surma hai

Piya mora surma hai

Piya mora surma hai

Shringaar kaise ho
Main laaya tera surma laaya teri baali

Laaya tera powder honthon ki laali

Ek teri fendy ki peti utha li

Ek teri coco vailayati wali
Main jaaun rangoon karti hai shak tu

Laake main resham tann tera dhak doon

Jitna main door utni tu gussa

Maar le ghoonsa gaali na bak tu
Alia jaisi baat hai teri

Picture hit shuruwat hai teri

Itni tez mein bhaag ke aaya

Phool ke jaan hi phat gayi meri baby
Tu hi dekh le duniya saari

Meri ek adaa pe haari

Jo na mile tu to ankhiyon se

Tujh pe vaar kaise ho
Piya mora surma hai

Piya mora surma hai door mujhse

Shringaar kaise ho

Piya mora surma hai door mujhse

Shringaar kaise ho

Piya mora surma hai door mujhse

Shringaar kaise ho
Aake tu hi suljhayega

Ek latt khol ke rakhun

Haaye ek latt khol ke rakhun

Raat bairati chahe jab bhi aaja

Bol ke rakhun chauki pe tol ke rakhun
Mere sweetu mere sona

Samjho na zara
Tere hote din yeh jawani ke

Bekaar kaise ho

Baithi hoon main tere sang

Chalne ko taiyar..
Piya mora surma hai door mujhse

Shringaar kaise ho

Piya mora surma hai door mujhse

Shringaar kaise ho