Lyrics

Zariya Lyrics Saahel

Aaja na meri baahon mein

Ghul jaana meri saanson mein

Thehro na meri raahon mein

Main hoon bepanaah
Suno na meri dhadkanein

Is dil ka na sarhadein

Dhundh loon main tujhe khwabon mein
Main kyun bewajah

Tu mera zariya, zariya

Tu mera zariya, zariya

Dhundhoon mein dariya, dariya
Tere liye doobun main dariya

Tu mera zariya, zariya

Tere liye doobun main
Tera dariya doob main jaaun

Na khona tujhe kese bataun

Jo bhi hun main tumse hua hoon

Tu maane na maane main tujhse juda hoon
Anjaana safar hai hum dono bekhabar hai

Jo hona ho jaane de abhi
Le lo na thodi fursatein

Badle jo teri karwatein

Jo teri saari harkatein ho na bayaan
Dedo na mujhe sehmatein

Mili jo mujhe rehmatein

Suno na mera dil kahe shamo subah
Tu mera zariya, zariya

Tu mera zariya, zariya

Dhundhoon mein dariya, dariya
Tere liye doobun main dariya

Tu mera zariya, zariya
Main kyun bewajah

Tu mera zariya, zariya

Tu mera zariya, zariya

Dhundhoon mein dariya, dariya
Tere liye doobun main dariya, dariya

Tu mera zariya, zariya
Tere liye doobun main